Takabur shetani siffat hai


1:Takabur shetani siffat hai, agr tum apne takabur ko torna chahte ho to kisi ghareeb aur muflis ko salam kia kro.
2: Dua apne liye maangna ibadat hai aur dusron k liye maangna khidmat hai, Ibadat se jannat aur khidmat se "ALLAH" milta hai
3: Jo insan ALLAH k diye hue RiZQ ko kaafi samajta hai, wo zndgi mein kbhi kisi ka mohtaj nhi ho skta.
4.Masroof zndgi 1waqt ki namaz ko mushkil bana deti hai
Lekin, 5 waqt ki nmaz masruf zindgi ko Aasan bana deti hai.