Logon ki zarorton ka tum sai wabasta hona tum par ALLAH ki anayat hai.(Hazrat Imam Hussain)
gunah kisi na kisi sorat me dil ke parishan rakhta he.(Hazrat Usman )
Ustaad ki maar baap k pyar se achi hai[ HAZRAT LUQMAN ]Chand k baghair raat bekar hai, aur ilm k baghair zehan.[HAZRAT ABU BAKAR ]Jo tujhey teri khamiyan batayewo tera dost hai.[HAZRAT UMER ]Ghareeb wo hai jis ka koi dost na ho.[HAZRAT ALI ]
Gunah tumhen itna nuqsan nahi puhncha sakta jitna k Musalman ko khwar karna or be izzati karna.(Khwaja Gharib Nawaz Rahmat Ullah Alaih)